Posts

Showing posts from March, 2009

Woh kaun hai...

hum doobna chahte thhe par insaan sahara de diya, dushman samajh ke andhere ko gale mila liya, aap hum sab kahin kisidin milenge bichhar jayenge, isi beech me gustakhi hum thhori si kiye jayenge, maaf karna dost yeh sabse hota hai, waqt ke saath saath aayna bhi muh mor leta hai... By Nirmalendu Mukherjee

Haazir hai aap...

main aur meri tanhai...yeh lavs kahin suna hoga...raat ke andheri ghar me aankh kabhi bhara hoga...kabhi socha hoga ke waqt humein kya kya naya tasveer dikhate hain...kabhi subah ka suraj kabhi shaam ko gumsum chandni banate hain...koi hasi se muskurahat tak jee jaata hai, koi aansoowon me zindagi bhar pee jaata hai, aise hi zindagi beet jaata hai, ek masoom ungli kabhi bara per bankar chhaya bann jaata hai...By Nirmalendu Mukherjee